6 iconic dialogues of the Tragedy King: Revisiting Dilip Kumar

Date

The veteran actor Dilip Kumar took his last breath on July 7 (Wednesday) at the age of 98. Also known as the ‘Tragedy King’ for his iconic tragic roles, the superstar has left a deep impression on our hearts with his talent. He last appeared on the silver screen in 1998 in the film Qila. Let’s revisit his golden age with the most iconic dialogues of Bollywood’s first Khan that have eternalized him in our memories.

1. Mughal-e-Azam (1960):

Taqdeerein badal jaati hai, zamana badal jaata hai, mulkon ki tarikh badal jaati hai, Shahenshah badal jaate hai …
Magar is badalti hui duniya mein mohabbat jis insaan ka daaman thaam leti hai … woh insaan nahi badalta

2. Shakti (1982):

Jo log sachai ki tarafdari ki kasam khate hain….zindagi unke bade kathin imtihaan leti hai.

3. Devdas (1955):

Kaun kambakht hai joh bardaasht karne ke liye peeta hai … main toh peeta hoon ki bas saans le saku

4. Sangdil (1952):

Duniya mein asli shaanti kisi ke sachche pyaar mein hi mil sakti hai, uske bagair duniya jise shanti kehti hai, woh shanti ek thakaan hai, shikast ya maut ka doosra naam hai

5. Kranti (1981):

Ek kranti marega..toh hazaar kranti paida honge.

6. Paigham (1959):

Jis dhan ke liye aap duniya se dhokha kar rahe hain, apne azeezon se, apne doston se dhokha kar rahe hain, apne saathiyon se dhokha kar rahe hain, ussi dhan ke haathon aap khud bhi dhokha khayenge